|
Movie Name : Cocktail
Singer (s) : Benny Dayal & Shalmali Kholgade
Composer : Pritam
Lyrics : Irshad Kamil
DARU DESI - VIDEO - COCKTAIL
DARU DESI - LYRICS- COCKTAIL
[Chadhi mujhe yaari teri aisi Jaise daaru desi
Khatti mithi batein hain nashe si Jaise daaru desi] x2
Ladkhadane lagi muskurane lagi :) Bewajaah har jagaah aane jaane lagi Tu mujhe main tujhe Jo bhi ho dil me woh khul ke bataane lagi
[Chadhi mujhe yaari teri aisi Jaise daaru desi Khatti mithi batein hain nashe si Jaise daaru desi] x2
Waqt bhi sarfiraa sa lage Bhaagta saa rahe har jageh Waqt ko in dino sujhne hai lagi dillagi Ho, yaariyaan gadiyaan jab huyee Aaj kal marziyon ki jagah se thhagi zindagi
Sath hum jo chale Bann gaye kaafilein Aur koi hamen ab mile na mile Mauj hai roz hai Roke se bhi naa ye rukte kabhi silsile
Chadhi mujhe yaari teri aisi Jaise daaru desi Khatti mithi batein hain nashe si Jaise daaru desi
Hai chadi hai chadi iss kadar Ghoomti jhoomti har dagar Befikar befikar saa lage zindegi ka safar Yaar ko yaar ki hai khabar Pyaar se pyaar si baat kar Yei Jahaan hai jahan Hum rahein ab woh hi umra bhar
Dhup ko thaam ke chal pade na thake Fursaton mein rahe, kaam ho naam ke Befikar befikar subah suhaani ho khali ho pal shaam ke
[Chadi mujhe yaari teri aisi Jaise daaru desi Khatti mithi baatein hain nashe si Jaise daaru desi]-2
Ladkhadane lagi muskurane lagi Bewajaah har jagaah aane jaane lagi Tu mujhe main tujhe Jo bhi ho dil me woh khul ke bataane lagi